New Tax Regime ab default hai. Budget 2024 ke baad slab rates aur standard deduction badal gaye hain.
Standard deduction ₹75k aur rebate milakar ₹7.75L tak ki salary par ₹0 tax dena hoga.
Agar aapka HRA, 80C aur Home Loan interest ₹3.75L se zyada hai, toh Old Regime hi chunein.
New Regime mein tax ₹82,500 approx, jabki Old mein deductions ke saath ye ₹75,000 ho sakta hai.
Sirf tax bachane ke liye bekar policies mein invest na karein. Calculation karke hi switch karein.
Simple life chahiye toh New Regime, Tax bachaana hai investments se toh Old. Read full guide for more!