DANGER ALERT
Bina OTP, Bina Card Kat Gaye Paise?
Na kisi ko OTP diya, na card swipe kiya, na link click kiya—phir bhi achanak mobile par SMS aaya: "INR 10,000 withdrawn via AePS"?
⚠️ AePS Fraud: Ye fraud silicone fingerprint cloning aur leaked Aadhaar data se anjam diya ja raha hai!