SBI CREDIT CARD
Utility Bills Par 1% Extra Surcharge
SBI Card ne utility payments (bijli, paani, gas) par naya rule laya hai. Agar monthly bill ₹50,000 cross hua to 1% + 18% GST charge lagega.
Bachav: Agar bill bada hai to use do alag-alag credit cards ya UPI se split karke bharein taaki surcharge se bacha ja sake.